Allah ke inaam // sahana khan Islamic
Ek Aarif Ne Ek Magroor
Shakhs Ko Ghodhe (Horse)
Pr Sawaar Dekhker Taajjub
Se Pucha, Bhai! Itna Kyon
Akadte Ho? Usne Kaha Ki
Main Baadshah Ka Khaas
Aadmi Hoon! Wo Sota Hai To Pehra
Deta Hoon, Use Bhook
Lagti Hain To Khana Mai
Khilata Hoon, Pyaas Lagti
Hai To Pani Pilata Hoon
Aur Mujhe Din 3 Bar Pyaar
Se Dekhta Hain! Aarif Ne Pucha Ki Aur
Agar Tum Se Kisi Baat Per
Khataa (Naraaz, Galti) Ho
Jaye To Kya Hota Hain? Wo
Bola, Kode Lagte Hain Aur
Maara Jata Hoon! Aarif Ne Farmaya, Agar Ye
Baat Hain To Mujhe Tumse
Zyada Naaz w Fakhr Hona
Chahiye, Kyonki Main Jis
Baadshah Raganmunan
Wo Mujhe Khud Khilata-
Pilata Hain, So jaoun To
Meri Hifazat Karta Hain Aarif Ne Farmaya, Agar Ye
Baat Hain To Mujhe Tumse
Zyada Naaz w Fakhr Hona
Chahiye, Kyonki Main Jis
Baadshah Ka Gulam Hoon
Wo Mujhe Khud Khilata-
Pilata Hain, So jaoun To
Meri Hifazat Karta Hain Aur Tanhayi Me Monis
(Humdam, Sathi) Banjata
Hain Mujhse Koi Gaflat Ya
Khataa Ho jaye To Muaf
Bhi Kr deta Hai Aur Hr
Roz Din Me 360 Martaba
Nazr-A-Rehmat Se Mujhe
Dekhta Hain! Wo Baadshah Ka Gulam
Is Baat Se Muttassir Hua
Aur Ghode Se Uter Padha!
aur Kaha Ki Mujhe Bhi Us
Baadshah Ka Gulam Bana
Dijiye!
(Nujjahtul Majalis, Jild-1,
Pg-440) Kya Aap Jante hai wo
Baadshah kon hai? wo
Baadshah koi aur nahi
Balki Puri Kaaynaat ka
Maalik Humara Rabbul
Aalamin ALLAH Ta'ala
hai. Jo Inaam Wa Ikraam
ALLAH Ta'ala Ne Apni
Makhluk Per Kiye Hai
Aise Inaam W Ikraam Koi
Bade Se Bada Baadshah
Bhi Nahi Ker Sakta!
Post ko Share Jarur kare.
Quran, Hadees, Sunnat &
Islamic Lifestyle se
Related Post ke
liye Follow kare
Comments
Post a Comment