Badi Masjid Aur Kum Namazi
Hazrate Sayyiduna
Anas Radiallaho Ta'ala
Anho Bayaan Karte
Hain Ke Nabiye Kareem
Ne Irshad Farmaya:
Logon Par Ek Aisa Bhi
Zamana Aayega Ke, Jab Wo Masajid Ki Tameer
Me Ek Dusre Ke Saamne
Fakhr Ka Izhar Karenge
Aur Un Me Se Thode Log
Inhein (Masajid Ko Namazo
Se) Aabad Karenge, Huzoor Ne Jo Kuchh
Farmaya Wo Harf Ba Harf
Haque Hai Aur Aaj Hum
Apni Aankho Se Iska
Mushahida Kar Rahe
Hain, Aalishan Masajid Tameer
Kar Di Gayi Hain, Ek
Martaba Me Hazaaro
Balki Kahin Kahin Laakho
1 Loq Namaz Ada Kar
Sakte Hain Lekin Namaz
Padhne Waale Gine Chune
Log Hain, Fajar Ki Namaz Me
Baaz Maqamat Par
Kabhi Kabhar Aisa
Bhi Hota Hai Ke Imam
autetaan
Aur Moazzin Ke Ilawa
Teesra Koi Nahin
Pahunchta, Masajid Ki Tameer Mein
Ek Dusre Ke Saamne
Fakhr Ka Izhar To Yun
Kiya Jaata Hai Jaise
Isi Ke Mutabiq Humein
Aakhirat Me Aala Darja
Diya Jaana Hai, ALLAH Ta'ala Humein
Masajid Ko Aabad karne ki toufique ata farmaye (Ameen)
Post ko Share Jarur
Kare
#aboutmasjidalaqsa #aboutmasjidalharam #aboutmasjidnabawi #aboutmasjidalaqsainquran #aboutmasjidquba #aboutmasjidinhindi
#aboutmasjidenabviinurdu #aboutmasjidalaqsainhindi
Comments
Post a Comment