Muslim Shahzaadi Ka Bachaw Karna Hi Aane Wali Nasl Ka Bachaw Hai


Jo Qaum Apne Nabi ki

Izzat aur Namus Pr Pehra

Nahin Deti. Wo Qaum Rusva

hoti Hai Maar Khati hai. Us

Qaum ki bahan Betiyon ki

Izzat us Qaum ke Mardon ke

Samne Neelam ki jaati hai.

Aaj Hamare Sath yahi ho

raha hai. Aaj Muslim Shehzadiyo ka Gair

Muslim ladkon ke Sath Shaadi karne

Aur Bhagane Ke Jo Waqiyaat Samne

Aa rahe hain Sekhdho aur Hajaron ki

tadad me hai. Lekin Hamari Qaum ka

Hr Chhota Bada Tabka Badi aasani se

Tamasha Dekh Raha Hai ahi se

Social Media pr idhar udhar ki

khabar uthakar chipka kar Kuchh

Nahin Hoga mobile ki screen per

ungaliyan Bahut ghisli. Ab Zameen

pr Utar Kar Thodi Chappal bhee

ghisiye. Aaj Muslim Qayadat (leadership) bhi

is masle pr Kuch Nahin bol rahi hai

aur naahi Muslim Shahzadiyo ko

bachane ke liye hamare paas koi Plan

Hai. Hamar Qaum ki hain Hamdardi

me bade bade Lecture aur bayan I

Dene

Wale Kuch Nahin bol rahe hain Unhen

is masle pr Bolte Hue Dar lag Raha hai.

Lekin Ham Begairat Nahin Hai.

Hamara Deen Hame Gairat ka dars

(Paigaam) Deta Hai. Ham apni Himmat

Aur haisiyat Ke mutabik Kuch To Kar

Hi Sakte hain. KARNA KYA HAI

Bebaak Aaimma-e-Masjid Har

Jagah is masale per Bayan De aur

Muslim shehzaadi ke maa Baap

Ko Tambih Karen ki apni betiyon

isla per Najar rakhen. int

Muslim Waldain Apni Beti ko

coaching ke naam pr, Extra

Classes ke naam pr, friend ke

birthday party Ke Naam Par Ghar

Se Raat Ke 12-12 baje bahar jaane

pr Rok Lagaen. Muslim ladkiyon ke bhaiyon se

gujarish hai ki apni bahano ki jarurat

Ghar Baithe pura Karen aur Agar Ghar

Se Bahar Jane ki jarurat Padhe to unke

Sath Jaaye unko Sath Lekar jayen,

Apni Bahan ke Jaroori kaam Ko Naa Taale. 

College me Padhne wali gairat Mand

Aur Baa Himmat Muslim Shehzadiyo

se gujarish hai ki aap apne school,

college or university yaa coaching me

Aisi Muslim Sehzadiyo ko Samjhane

ki koshish karen Jo galat relationship

Me Mubtila hai. Basalahiyat aur Deendar Muslim Bahano

se gujarish hai ki wo apni saheliyon ka

group Banakar Jaise Mumkin Ho Jagah

Jagah jakar apni un Bahano ko Samjha

kar Mahfuz Karen Jo galat relationship

Me

te Mubtila hai, Jitna Behtr tarike se

ladki ladki ko tableeg kr sakti hai mard

nahin krr sakte.

Naujawan Muslim bhaiyon se gujarish

hai ki Apne doston ke group ko Fuzool

Kaamo me na lagakar Apne Deen Aur

apni Qaum ki Sehzadiyo ko Mahfuz

karne me lagayen. Hamari Qaum ka jo Amir aur profes-

sional Tabka hai usse Meri gujarish

Hai Ki Khuda Ke waste Apni Kaum

ke Haal Pr Raham khaye aur apni

Qaum ke har Chote Bade Khandan

Ki Beti ki Izzat wa Aabru ke Muhafız

Ban jaaiye. Apne ilaake Ki Muslim

shahzadiyo ke liye Girls School aur

College banaye Taki Hamari Qaum

ki Shahzadiya Taalim Hasil kr

sake aur modern Taaalim Aur Co-

education ke naam pr izzat w Aabru

ko Barbad hone se bacha sake. Ye sab Kuchh karna Itna Aasan Nahin

Hai Magar Namumkin Bhi Nahin Hai Jo

Gairatmand Musalman Hoga wo Hath Pr

Hath Rakh kr Tamasha Nahin dekhega

wo Jarur apni Millat ki betiyon ke liye

uth Khada Hoga aur Jarur Kuchh Na

is paigaam ko ki Karega, mint

se Zyada Share Kare Apne Account pr

Repost karo aur Chaho to Hume DM

karke Ye Tahreer le lo aur Apne Andaaz

me post Banake Upload Kare Sirf

iltija yahi hai ki Zyada se Zyada Apni

Bahan-Betiyon ki Hifazat Kare. 

Note :- Muslim Naujawano se gujarish

hai ki pahle tum apne aap ko Haraam

Relationship Se Dur Rakho tab tum apni

bahan betiyon ko haram relationship se

bacha paoge. Agar Tumhare Qirdar pr

aram relationship ka Daag hoga to tum

kaise apni Qaum Ki Bahan aur Beti ko

Tableeg Karoge ?... Dil dukhta Hai Mere

Bhai bahut Dil dukhta hai... Agar tum Aaj

Khade Na hue To Kaun Tumhari bahan ki

Izzat w Aabru ke liye Khada Hoga Jaise

Mumkin Ho Likhkar Bolkar Aur Chal kar

apni Bahano Tak message pahunchao.

Kuchh To ho hi sakta hai Kuchh To Kar Hi

sakte hai.

Comments

Popular posts from this blog

आओ इल्म में ईज़ाफा करें आओ दनिया वा आखिरत सवारें || hadees hindi english taxt and image || sahana khan Islamic

उम्मत की मिसाल हदीस शरीफ || sahana khan Islamic

Duniya ki Haisiyat // by sahana khan Islamic