Nikaah ke Fazail // by sahana khan Islamic
Khaliq-e-Kaaynat ne Mard
w Aurat ke Darmiyaan
Ek dusre Ki Muhabbat Se
Sukun Hasil karne aur Lutf
Andoz hone ki jo Khwahish
Rakhi hai uska naam
Jima'aa (sex) hai. Is Khwahish ko pura karne
ke liye shariyat-e-Islami Ne
Nikaah Ka Tarika bataya
Hai. Nikah ke Bagair Kisi
Aurat se Jima'aa Karna
jisura manuala mama
Haraam hai aur Jahannum
me le Jaane wala Amal
hai. Nikaah Huzur ki
Nihayat Aham Sunnat hai. Nikaah aapas me
Uns-o-Muhabbat ikhlas,
Hamdardi Paida hone ka
sabab hai. Nikah se Do Ajnabi
Afraad Rishta e
Munsalik ho Jaate Hai aur
ek dusre ke sacche Hamdard
aur Zindagi Bhar Ke Liye
Shareek-e-Hayat Ban Jaate
Hai. ALLAH Ta'ala Quran me
Farmata hai :- To Nikah
me lao wo Aurate Jo
isimeto mogurale do
Tumhen Khush (Pasand)
Aaye. Aur ALLAH ne Tumhare
Liye Tumhare Jins se
Aurate Banai aur Tumhare
ive Tumhari Auraton se
Liye
Bete aur Pote aur Nawase
Paida kiye. Huzurne Farmaya :-
Ek Musalmaan ke Paas
Imaan ke Baad Agar
inachau un
Dusri koi Sabse Zyada
Kimati Chiz hai to wo
hai Naik Biwi.
Post ko Share Jarur kare.
Quran, Hadees, Sunnat &
Islamic Lifestyle se
Related Post ke
liye Follow kare
Comments
Post a Comment