Nikaah ke Fazail part2 // by sahana khan Islamic
Rasulullah ne Farmaya :-
Jo Mard Kisi Aurat se uski
izzat (Bade Naam) ke Sabab
Nikaah Kare, ALLAH Ta'ala
Uske Jillata
Zyadati Karega
aur Jo Kisi Aurat Se Uske
maal (Daulat) ke Sabab Nikaah
Karega to ALLAH Ta'ala uski
Mohtaaji Badhayega.
me Zvadati dal aur jo Uske Hasab (Bade
Khandan) ke Sabab Nikaah
Karega to Uske Kaminepn me
Zyadati farmayega aur Jo isliye
Nikaah Kare Ki idhar-udhar
nigaah na Uthe aur Paakdamni
Hasil ho Ya Shila Rahami Karen
to ALLAH Ta'ala us mard ke liye
us Aurat me Barkat Dega aur Us
Aurat ke liye Mard me. Hazrat Muaz bin Jabal se
Riwayat hai ki Aapne
Farmaya : Saahibe Nikaah
(Jiska Nikaah Ho gya hai)
ki Namaz Bina Nikaah Wale
Ki Namaj Se 40 Yaa 70 Guna
Jyada Afzal Hai. Rasulullah ne Farmaya :-
Jo Gurbat (Garibi) ke Sabab
Nikaah Na Karen wo Humme
se Nahin. Yahan tk ki ALLAH
Ta'ala Farishton Ko Huqm
Farmata Hai Ki iski Peshani pr
Likh Do Ki aye Sunnat e Rasool
ko Chodhne wale Tujhe Killate
Rizk ki Basharat ho. Rasulullah ne Farmaya :-
Jab tum me se koi Nikaah
Hai Ki "Haaye! Afsos ibne
Jaival to Shaitan kene
Aadam ne Mujhse Apna 2/3
Deen Bacha liya.
Post ko Share Jarur kare.
Quran, Hadees, Sunnat &
Islamic Lifestyle se
Related Post ke
liye Follow kare
Comments
Post a Comment