Nikaah kya karta hai
Nikaah Sharmgaah Ki
Hifazat Karta Hai.
Nikaah AMBIYA (Alaihi
Salaam) Ki Behtarin
Sunnat Hai.
HUZOOR-E-PAAK
Farmate Hai, “Nikaah
Gunaaho Se Bache
Rehne Ka Behtarin Amal
Hai Isliye Nikaah Karo.
NouJawano! Tum Me Se Jo
Nikaah Ki Isteta'at Rakhta
Hai, Wo Nikaah Kare Ye
Ajnabi Aurat Ki Taraf
Nigaah Ko Rokne wala
& Sharmgaah Ki Hifazat
Karne wala Hai.
{Muslim Vol-1/Page-449 }
NABI-E-AKRAMA Ne
Farmaya, "Jisme Nikaah
Karne Ki Isteta'at Na Ho
Wo Roze Rakhe Isliye Ki
Roza Shahwat Ko Todhta
Hai”.
Muslim Vol-1/Page-449
Nikaah Karo! Ye Nigaho
Ko Jhukaata Hai Aur
Sharmgah Ki Hifazat
Karta Hai Aur Jise Iski
Taqat Nahi To Wo Roze
Rakhe.
Bukhari Sharif
Mas'ala : Ye Yaqeen Ho Ki
Nikaah Na Karne Me Zinaa
(Chahe kisi Na mehram ki
marzi se yaa marzi ke khilaaf
Zinaa Zinaa hai aur ye Sakht
Haraam hai) Ho Jayega Toh
Farz Hai Ki Nikaah Kare
{ Durr-E-Mukhtar }
Baraye Karam is
Paigaam ko Share Kijiye.
is ALLAH Aapko iskant
Ajar-e-Azeem Jarur Dega.
(Aamin)
Comments
Post a Comment