Un Pr Jahannum Ki Aag Haraam Hai
Nabi kareem ne
Farmaya: Kya main tumhe
aise logon ki khabar naa du
jo Jahannum ki aag pr aur
Jahannum ki aag un par
Haraam hai?
jahannum ki aag logon
ke Qareeb Rahne wale,
Aasani karne wale, aur
Naram Akhlaq wale pr
Haraam hai.
Jamiat Tirmizi: jild 4, kitab sifat Al
Qiyamah wa ar riqaq wa al wara 37,
Hadees Nu. 2488
Yaani jo Apne Husn-e-Akhlaq
aur Husn muamle se Logo
ke dilon me aur Duniyawi
muamlat me Dusron ke saath
Aasani, Narmi, Tawaze, aur
Khush Akhalaq tarz Apnane
wala hai, iske liye Jahannum
ki Aag Haraam hai.
Ek hadees me Nabi
kareem un ne farmaya:
Qayamat ke din bande
i ke Mizaan (tarazu)
me sab se Bhari Chiz
Husn-e-Akhlaq hoga
[ Tirmizi: 2002).
Quran, Hadees, Sunnat
& Islamic Lifestyle se
Related Post Dekhne ki
Liye Follow karet
& Post ko Share Kare
Comments
Post a Comment