उम्मत की मिसाल हदीस शरीफ || sahana khan Islamic
उम्मत की मिसाल
हिंदी..
रसूल अल्लाह सल्लल्लाहो वसल्लम ने फरमाया मुसलमानों की एक दूसरे से मोहब्बत एक दूसरे के साथ रहम दिली और एक दूसरे की तरफ इल्तिफात ओ taawun ( प्यार और मदद) विशाल एक जिस्म की तरह है जब उस जिस्म के एक हिस्से को तकलीफ होती है तो बाकि का सारा जिसम बेचैन और बुखार के जरिए से सब आ जा (हिस्सा) को एक दूसरे के साथ मिला कर उसका साथ देता है.
इस इरशद मुबारक से मुसलमानो के बहमी जोड़ व ताल्लूक. मोहब्बत व शफाकत और मेहरबानी के haqayiq मालूम होते हैं.
लेकिन बे-हैसियत मजमुये एक जिस्म से Tashbidi गया है और उस के ज़रिए से wazeh फरमाया गाय के जिस तरह बदन का एक हिस्सा बीमार हो जाये तो सारे जिस्म पर उस का असर पड़ता है. Deegar Aazaye ( दूसरा हिस्सा) बदन भी बीमारी के इस असर को क़ुबूल करते हुए बेचेनी और बे-अरामी महसूस करने लगता है.
अफसोस आज हम दूसरी हदीसों की तरह ही, इस हदीस को भी भुला बैठे जिसके नतीजे में हमारी आंखों के सामने कई इस्लाम मुल्कों को तबाह बर्बाद कर दिया गया और कई मुल्कों में हमारे मुसलमानों भाइयों और बहनों को जाने माली और इज्जत वह आबरू का नुकसान उठाना पड़ा
English..
Rasulullah ne Farmaya:
Musalmano ki ek dusre se
muhabbat, ek dusre ke sath
Reham dili aur ek dusre ki
taraf iltifaat o taawun (pyar
aur madad) ki misaal ek
Jism ki tarah hai,
Jab us (Jism) ke ek Hisse
ko Takleef hoti hai to baaqi
ka Sara Jism Baicheni aur
Bukhaar ke zariye se (sab
bianca
aaza (hisse)ko ek dusre ke
saath mila kar) uska saath
deta hai.
iss irshad mubarak se
Musalmano ke bahami
jodh w Talluk, muhabbat
w bhai Chargi, Reham dili
waar
au,
un
aur Shafqat aur Meharbani
ke Haqayiq maloom hote
hain.
Lekin ba-haisiyat
majmuye ek jism se tashbi
di gayi hai aur us ke zariye
se wazeh farmaya gaya ke
jis tarah badan ka ek hissa
bemaar ho jaye to saare
jism pr uska asar parta hai,
Deegar Aazaye (Dusre
Hisse) badan bhi Bimari
ke iss Asar ko qubool
karte hue Bai
karte hue Baicheni aur
Be-Aaraami Mehsoos
karne lagte hai
Afsos Aaj hum Dusri Hadeeso ki
Tarah hi is Hadees ko bhi Bhula
Baithe Jiske Nataij me Humari
Aankho ke Samne Kai Islamic
Mulko ko Tabah w Barbaad kr
diya Gya Aur kai Mulko me
Hamare Musalmaan Bhaiyo
aur Bahano ko Jaani Maali
aur Izzat-o-Aabru ka Nuqsaan
Uthana Padha.
Post ko Share Jarur Kare.
ALLAH hume firse Pyare
ki Nabi ki Khatm-e-
Nabuwwat, Namus-e-Risalat
to e more
& Ummat-e-muhammdi
ke Izzato waqar ki Hifazat
Karne ki Taufiq Ata Farmaye
(Aameen)
Comments
Post a Comment