Nikaah kya karta hai
Nikaah Sharmgaah Ki Hifazat Karta Hai. Nikaah AMBIYA (Alaihi Salaam) Ki Behtarin Sunnat Hai. HUZOOR-E-PAAK Farmate Hai, “Nikaah Gunaaho Se Bache Rehne Ka Behtarin Amal Hai Isliye Nikaah Karo. NouJawano! Tum Me Se Jo Nikaah Ki Isteta'at Rakhta Hai, Wo Nikaah Kare Ye Ajnabi Aurat Ki Taraf Nigaah Ko Rokne wala & Sharmgaah Ki Hifazat Karne wala Hai. {Muslim Vol-1/Page-449 } NABI-E-AKRAMA Ne Farmaya, "Jisme Nikaah Karne Ki Isteta'at Na Ho Wo Roze Rakhe Isliye Ki Roza Shahwat Ko Todhta Hai”. Muslim Vol-1/Page-449 Nikaah Karo! Ye Nigaho Ko Jhukaata Hai Aur Sharmgah Ki Hifazat Karta Hai Aur Jise Iski Taqat Nahi To Wo Roze Rakhe. Bukhari Sharif Mas'ala : Ye Yaqeen Ho Ki Nikaah Na Karne Me Zinaa (Chahe kisi Na mehram ki marzi se yaa marzi ke khilaaf Zinaa Zinaa hai aur ye Sakht Haraam hai) Ho Jayega Toh Farz Hai Ki Nikaah Kare { Durr-E-Mukhtar } Baraye Karam is Paigaam ko Share Kijiye. is ALLAH Aapko iskant Ajar-e-Azeem Jarur Dega. (Aamin)