Posts

Nikaah kya karta hai

Image
Nikaah Sharmgaah Ki Hifazat Karta Hai. Nikaah AMBIYA (Alaihi Salaam) Ki Behtarin Sunnat Hai.  HUZOOR-E-PAAK Farmate Hai, “Nikaah Gunaaho Se Bache Rehne Ka Behtarin Amal Hai Isliye Nikaah Karo.  NouJawano! Tum Me Se Jo Nikaah Ki Isteta'at Rakhta Hai, Wo Nikaah Kare Ye Ajnabi Aurat Ki Taraf Nigaah Ko Rokne wala & Sharmgaah Ki Hifazat Karne wala Hai. {Muslim Vol-1/Page-449 } NABI-E-AKRAMA Ne Farmaya, "Jisme Nikaah Karne Ki Isteta'at Na Ho Wo Roze Rakhe Isliye Ki Roza Shahwat Ko Todhta Hai”. Muslim Vol-1/Page-449 Nikaah Karo! Ye Nigaho Ko Jhukaata Hai Aur Sharmgah Ki Hifazat Karta Hai Aur Jise Iski Taqat Nahi To Wo Roze Rakhe. Bukhari Sharif Mas'ala : Ye Yaqeen Ho Ki Nikaah Na Karne Me Zinaa (Chahe kisi Na mehram ki marzi se yaa marzi ke khilaaf Zinaa Zinaa hai aur ye Sakht Haraam hai) Ho Jayega Toh Farz Hai Ki Nikaah Kare { Durr-E-Mukhtar } Baraye Karam is Paigaam ko Share Kijiye. is ALLAH Aapko iskant Ajar-e-Azeem Jarur Dega. (Aamin)

Muslim Shahzaadi Ka Bachaw Karna Hi Aane Wali Nasl Ka Bachaw Hai

Image
Jo Qaum Apne Nabi ki Izzat aur Namus Pr Pehra Nahin Deti. Wo Qaum Rusva hoti Hai Maar Khati hai. Us Qaum ki bahan Betiyon ki Izzat us Qaum ke Mardon ke Samne Neelam ki jaati hai. Aaj Hamare Sath yahi ho raha hai. Aaj Muslim Shehzadiyo ka Gair Muslim ladkon ke Sath Shaadi karne Aur Bhagane Ke Jo Waqiyaat Samne Aa rahe hain Sekhdho aur Hajaron ki tadad me hai. Lekin Hamari Qaum ka Hr Chhota Bada Tabka Badi aasani se Tamasha Dekh Raha Hai ahi se Social Media pr idhar udhar ki khabar uthakar chipka kar Kuchh Nahin Hoga mobile ki screen per ungaliyan Bahut ghisli. Ab Zameen pr Utar Kar Thodi Chappal bhee ghisiye. Aaj Muslim Qayadat (leadership) bhi is masle pr Kuch Nahin bol rahi hai aur naahi Muslim Shahzadiyo ko bachane ke liye hamare paas koi Plan Hai. Hamar Qaum ki hain Hamdardi me bade bade Lecture aur bayan I Dene Wale Kuch Nahin bol rahe hain Unhen is masle pr Bolte Hue Dar lag Raha hai. Lekin Ham Begairat Nahin Hai. Hamara Deen Hame Gairat ka dars (Paigaam) Deta Hai. Ham apni Himmat...

नमाज में पढ़ी जाने वाली दुआएं / मय्यत को कब्र में उतारते वक्त की दुआ /मय्यत को दफन करने के बाद की दुआ

Image
मय्यत को कब्र में उतारते वक्त की दुआ रसूल अल्लाह जब मय्यत को क़ब्र में रखते तो ये दुआ पढ़ते थे [1] बिस्मिल्लाहि व अला सुन्नति रसूलिल्लाह  अल्लाह के नाम के साथ और रसूल अल्लाह की सुन्नत के मुताबिक़ (तुम्हें दफ़्न करते हैं)  मय्यत को दफन करने के बाद की दुआ रसूल अल्लाह जब मय्यत के दफ़्न से फारिग होते तो वहां कुछ देर रुकते और फ़रमाते " अपने भाई की मग़फिरत की दुआ मांगो और उस के लिए साबित क़दम (जमे) रहने की दुआ करो क्योंकि अभी उस से सवाल किया जाएगा " [2] अल्लाहुम्-मम्फ़िर्-लहु अल्लाहुम्-म सब्बित्हु   ऐ अल्लाह ! उसे माफ़ कर ऐ अल्लाह ! उसे जाने दे। [1] अबु दाऊद शरीफ़ हदीस नं. 3213 [2] अबु दाऊद शरीफ़ हदीस नं. 3221 सजदा ए तिलावत की दुआ रसूल अल्लाह सजदा ए तिलावत में ये दुआ पढ़ा करते थे ए جد وجي الذي خلقه وش معه وبصره بحوله وقوته - स-ज-द वज्हि-य लिल्लज़ी ख़-ल-क़हू व शक़्क़ सम्अहू व ब-स-रहू बिहौलिही कुव्वतिही मेरे चहरे ने उस ज़ात को सजदा किया जिसने इसको पैदा किया और इसके कान और आँख बनाए उसकी कुव्वत और ताक़त से (तिरमिज़ी शरीफ़ हदीस नं. 3425)

जुम्मा की फाजिलत // December 31, 2021

Image
  हिन्दी. ऐ ईमान वालो! जब "जुमा" के दिन नमाज़ के लिए अज़ान दी जाए तो अल्लाह के ज़िक्र (नमाज़ ) की तरफ़ तेज़ी से आ जाओ और खरीद और फ़रोख़्त ( कारोबार) छोड़ दो तुम्हारे लिए यही बात बेहतर है अगर तुम इल्म रखते हो फिर जब "नमाज़" अदा हो जाए तो ज़मीन में मुन्ताशिर हो जाओ (यानी चलो फ़िरो) और अल्लाह का फ़ज़ल (यानी रिज़क़) तलाश करो और अल्लाह को बहुत याद करो ताकि तुम फ़लाह पाओ (सूरह जुमा : आयत नं. 9 और 10 ) A imaan walo.  Jab "Jumma" Ke din namaz ke liye azaan di jaye to ALLAH ke jikr (Namaz) ki taraf teji se aa jao our kharid our farokht (karobar) chod do tumhare liye yahi baat bahtar hai. Agar tum ilam rakhte ho fir jab (Namaz) Adda ho jaye to jameen mai muntashir ho jao (Yaani chalo firo) our ALLAH ka fazal (Yaani Rizq) Talash karo our ALLAH ko bahut Yaad karo taqi tum fal pao.  (Surah jumma:  Ayat no. 9 our 10)  English.  O believers! When azaan is given for prayer on the day of 'Juma', then Allah come fast to the zikr (namaz) and buy ...

Hadees se nabi // Rasulullah mene Farmaya: "Jis cheez me bhi Be-Hayai

Image
Rasulullah Ne Farmaya: "Jis cheez me bhi Be-Hayai aati hai use Aib daar kar deti hai aur jis cheez me Haya aati hai use Zeenat Bakhshti hai". Jaam e Tirmizi: jild 4, kitab Al Kabir wa as silah 27, Hadees Nu. 1974 Islam me Haya pr bahut zor diya gaya hai, aur Haya wali Taalimaat ko barre ehtimaam se bayan kiya gaya hai, aur jo Cheeze Be-Hayai ko Farogh dene wali hongi, aur Jo log Be-Hayai ko Failane ki koshish karenge unke liye Sakht Wa'eed bayan ki hai. Haya ko insaan ka Qeemti Zewar qarar diya gaya hai, Haya Insaan ke naik aur Paakbaaz aur Sa'adat-mand hone ki Alamat hai. Nabi-e-Kareem  Farmaya: Haya Imaan se hai aur Imaan ka badla Jannat hai, Fahashgoi zulm hai jiska badla Jahannam hai (ibne majah: 4184]. Ek Dusri hadees me Aap ne farmaya: Tum me do (2) khaslatein jo ALLAH Taala ko mehboob hai; ek Sabr aur dusri Haya   [ ibne  m ajah: 4188]. Aur jo log Behayai ko Farogh dene ki Koshish karte hai Unke Baare me Quran kareem me Sakht Wa'eed bayan Farmayi hai;  Jo l...

Islamic quotes 2022

Image
Kaala ول کالا ہو تو گورے منہ پر اترانا بیوقوفی ہے Dil Kaala Ho To Gore Muh Par Itrana BeWaQufi Hai Umar Ki Oonchai Chadhta Hua Insaan Bhul Jata Hai Ki Asal Me Woh Utar Raha Hai Qadam Qadam Do Gaz Zameen Ki Taraf ہمارے لوگ پڑوسی کی بیوی اور بیٹی کی حرکتوں سے تو وقت رہتے ہیں لیکن اس کے بچوں کی بھوک اور فاقے سے انجان رہتے ہیں IG:stamiDuniya313 Humare LoG Padosi Ki Biwi Aur Uski Beti Ki Harkaton Se To WaQif Rehte Hai Lekin Uske Bacchon Ki Bhuk Aur FaaQe Se Anjaan Rehte Hai

Islamic quotes 2022

Image
Pareshani انسان کی ساری پریشانی دو چیزوں کی وجہ سے ہے ایک تقدیر سے زیادہ چاہتا ہے دو وقت سے پہلے چاہتا ہے Insaan Ki Saari Pareshani 2 Chizon Ki Waja Se Hai 1:Taqdeer Se Zyada Chahta Hai 2:WaQt Se Pehle Chahta Hai 💯😊😍😋 م دوسروں کے جیسا بننے کے چکر میں اپنی پہچان بھول جاتے ہیں ۔ Hum Dusron Ke Jaisa Banne Ke Chakkar Me Apni Pehchan Bhul Jate Hai Haath😭💕 Bure Waqt Me Kandhe Par Rakha Gaya Hath Kamiyabi Par Taliyan Bajane Wale Hath Se 100 Guna Behtar Hai